Hindi me sikho

Welcome to Computer G.S. World Here you can get more information for all Exam Question answer

Ads

Breaking

Search This Blog

Sunday, June 26, 2022

Full information of ccc exam

CCC परीक्षा क्या है:

CCC Exam का पूरा नाम Course On Computer concept होता है । ccc exam nielit संस्था के द्वारा स्टार्ट किया गया एक कोर्स होता है जिसमे आपको कंप्यूटर  ( computer )के बारे में  Information दिया जाता है और वह exam आज की date में बहुत ही महत्वपूर्ण हो गया है | ccc exam एक तरह का technical exam hai jo ek student ko qualify karne ke liye bahut mehanat karni padati hai aur use computer ka gyan prapt karna padata hai। present time me ccc exam ek bahut hard exam ban chuka hai jisme computer ke questions to rahate hi hai magar aaj kal usame सामान्य ज्ञान aur सामान्य अध्ययन athawa current affiers ke question bhi puchit jate hai jo jo hai ek student ko solution karne me kaphi problem hoi hai। ccc exam ek prakar ka सॉर्ट टर्म कंप्यूटर कोर्स hota hai jo kewan तीन (3) महीने ka hi hota hai apko enhi तीन महीने मेरे लिए esaki taiyari karni padati hai aur aak qulify karna padata hai ji kaphi hard ho jata esake simit samit kait ccc exam apne aap me kaphi hard mana jata hai lekin yadi aap es ccc exam course ke bare achhe se janana chahate hai to es post ko pura pade apko yah clear ho jaega ki app ccc exam ko kaise qualify kar sakte hai aur daparo shere karke usko bhi ccc exam Qualify karne ki salah de sakate hai ya usako bhi ccc exam Qualify karawa sakte hai chahe wah apka friend ho ya koi ka ho ya koi aur ho jisako aap ccc exam qualify karwana chahate hoadi, yadi। aur ko shere karta hai to usako bhi ccc exam Qualify karne me subidha milegi।

CCC Exam kyu kre:- 

                                              Hello dosto apne bhi man me kabhi na kabhi aaya hi hoga ki ham ccc exam kya pass kare to dosto ham apko esike baare me batana chahate hai ki aap ccc exam qualify kyu kare to aaj ke es artical me apke sare confusion clear ho jayega aur aap phir se dubaara aisa koi question nahi puchhenge aur yadi koi apse koi aisa question puchata hai to usaka bhi confusion clear kar sakte hai to chaliye jaan lete hai ki wah kya hai jo apko confused kiya hua hai ....
Namaskar Dosto main vijay bhan a professional computer teacher aaj apko bataunga ki aap ccc exam kyu pass kare......
So let's start now..... Dosto apne dekha hi hoga ki aaj kal ke sabhi exam kaphi kathin hote ja rahe hai jisako qualify karna koi aasan kam nahi rah gaya hai to dosto apko pata chal hi gaya hoga ki ccc exam bhi unhi exam me se ek exam hai jisko bhi qualify karna aasan kam nahi hai usako bhi qualify karne ke liye apka kaphi taiyari karni padati hai.
Dosto mere kahane ka matlab hai ki yadi aap kisi bhi job ko pana chahate hai to exam ke liye prepare karte hai kuchh usi tarah se apka ccc exam bhi hai jo aaj kal lagbhag 80% Jobs ke liye aniwarya kar diya gaya hai yadi apke pass ccc course ka certificate nahi rahega to apko pahale ccc exam qualify karke usaka certificate lena padega phir apko job ke liye jana padega yadi apke pass ccc course ka certificate nahi hai to job par nahi rakhenge. So dosto pahale aap ccc exam ko qualify kare phir kisi bhi job ke liye apply kare kisi job me ccc certificate compulsory kar diya jata hai esiliye apke pass bhi ccc course ka certificate jarur hona chahiye, to Dosta apko pata chal hi gaya hoga ki aap ccc exam qualify kyu kare.

No comments:

Post a Comment

Please write some word in this box